Friday, November 11, 2011
Tuesday, October 4, 2011
Ghalib
Jala Hai Jism Jaha Dil Bhi Jal Gaya Hoga”
“Kuredtey Ho Jo Ab Raakh, Justjoo Kya Hai”
“Mujh Tak Kab Unki Bazm Mein Aata Tha Daur-e-Jaam”“Saaqee Ne Kuch Mila Na Diya Ho Sharaab Mein.
Hazaaron Khwahishein Aisee Ke Har Khwahish Pe Dam Nikley””Bahut Nikle Mere Armaan Lekin Phir Bhi Kam Nikle.
Fikr-e-Duniyaan Mein Sar Khapaata Hoon””Main Kahaan Aur Yeh Wabaal Kahaan.
ham wahaan hain jahaan se hamko bhee
kuchch hamaaree Khabar naheen aatee
aage aatee thee haal-e-dil pe hansee
ab kisee baat par naheen aatee
maut ka ek din mu'ayyan haineend kyon raat bhar naheen aatee ?"
__________________
“Kuredtey Ho Jo Ab Raakh, Justjoo Kya Hai”
Humne Maana Ke Taghaful Na Karoge, Lekin’’
’’Khaak Ho Jaayenge Hum Tumko Khabar Hone Tak.
’’Khaak Ho Jaayenge Hum Tumko Khabar Hone Tak.
Hazaaron Khwahishein Aisee Ke Har Khwahish Pe Dam Nikley””Bahut Nikle Mere Armaan Lekin Phir Bhi Kam Nikle.
Fikr-e-Duniyaan Mein Sar Khapaata Hoon””Main Kahaan Aur Yeh Wabaal Kahaan.
ham wahaan hain jahaan se hamko bhee
kuchch hamaaree Khabar naheen aatee
aage aatee thee haal-e-dil pe hansee
ab kisee baat par naheen aatee
maut ka ek din mu'ayyan haineend kyon raat bhar naheen aatee ?"
__________________
A Sher
Huyi Muddat Ke Ghalib Mar Gaya Par Yaad Aata Hai”
“Woh Har Ek Baat Par Kahna, Ke Yu Hota To Kya Hota.
“Woh Har Ek Baat Par Kahna, Ke Yu Hota To Kya Hota.
A popular saying-
"Hai aur bhi duniya mein Sukhanwar bahut achche,
Kehte hai ki Ghalib ka hai; Andaze-e-baya aur."
Kehte hai ki Ghalib ka hai; Andaze-e-baya aur."
Sher
Mere khuda bas itna kar de,
Dil mera ye tu patthar kar de,
Seh na paunga main us bewafa ki judai,
Uski rukhsati se pahle mujhe dafan kar de.
Dil mera ye tu patthar kar de,
Seh na paunga main us bewafa ki judai,
Uski rukhsati se pahle mujhe dafan kar de.
Swans
"I have looked upon those brilliant creatures,
And now my heart is sore.
All's changed since I, hearing at twlight,
The first time on this shore,
The bell-beat of their wings above my head trod with a lighter tread."
And now my heart is sore.
All's changed since I, hearing at twlight,
The first time on this shore,
The bell-beat of their wings above my head trod with a lighter tread."
Nature
"The trees are in their autumn beauty,
The woodland paths are dry,
Under the October twlight the water mirrors a still a sky;
Upon the brimming water among the stones are nine-and-fifty swans."
The woodland paths are dry,
Under the October twlight the water mirrors a still a sky;
Upon the brimming water among the stones are nine-and-fifty swans."
Monday, October 3, 2011
Poeam
Stand still and I will read to thee,
A lectuer, love, in loves philosophy,
These three hours that we have spent,
Walking here, shadows went.
A lectuer, love, in loves philosophy,
These three hours that we have spent,
Walking here, shadows went.
Sher
Raat bhar roti rahi, subhah dam tod diya, shama se dekhi na gayi laashain parwano ki, ye khatir hui ek raat ke mehmano ki.
Mohabat ke bina zindagi fizool hai
Par mahobat ke bhi aapne ussol hai
Kehte hai milti hai mohabbat mein bahut ulfaate
Par aap ho mehboob toh saab kubul hai...
Mat kar mere dost hasino se mohabbat
vo aankho se waar karti hain
maine inhi aankho se dekha hai
ki vo kitno se pyaar karti hain
Unki Mohabbat ke abhi nishaan baki hai,
Naam lab par hai aur jaan baki hai .
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai ...
Nazar ne nazar se mulaqat kar li,
rahe dono khamosh par baat karli...
Mohabbat ki fiza ko jab khush paya,
in aankhon ne roh roh ke barsaat kar li...
teri har ada mohabbat si lagti hai,
1 pal ki judaai muddat si lagti hai,
pehle nahi soch tha ab sochne lage hai hum,
jindagi k har lamho me teri zarurat si lagti hai
Mohabbat mein laakhon zakham khaye humne,
afsos unhe hum par aitbar nahi,
mat pucho kya gujarti hai dil par,
jab vo kehte hai hame tumse pyar nahi..
--
Sent from my mobile device
Shailesh
Friday, September 23, 2011
Quotes
Bewafaiyo se to Wafa ke hone ke ehsaas hota hai, Agar is duniya main zehar hi na hota to Amrit kya hai ye bhala kon jaan paata. Agar log tumse nafrat nahin karege to tum ishq ka matlab kya jaanoge!
Zindagi Honay Lagi Jub Say Basar Yahoo Per
Roze Karta Hoon Naya Aik Safar Yahoo Per
Shaam Takk Rehti Hai Jaari Tugg-O-Dau Rozi Ki
Aur Phir Raat Say Hoti Hai Sahar Yahoo Per
Faaslay Abb Kahan Haayal Rahay Insaanon Mein
Kar Hi Laitay Hain Mulaaqat Magar Yahoo Per
Ilm Ka Aik Samandar Hai Pyaason Kay Liay
Dekh Nadaan Koi Ilzaam Na Dhar Yahoo Per
Sirf Dunya Hi Naheen Door Khalaaon Tak Kee
Dhoondnay Waalon Ko Milti Hai Khabar Yahoo Per
Yeh Alag Baat Keh Awaargiyaan Bhi Hain Bohat
Pakray Jaanay Ka Bhee Koi Naheen Darr Yahoo Per
Aisa Lugta Hai Keh Guzray Ga Burhaapa Kuch Yoon
Dhyaan Maazee Mein Kaheen Gum Tau Nazar Yahoo Per!
arz-e-niyaaz-e-ishq ke qaabil naheeN raha
jis dil pe naaz tha mujhe wo dil nahin raha!

Subscribe to:
Posts (Atom)